Ek kahani aisi bhi...

Ek kahani aisi bhi......
   

    Tum kaho to ek bat aaj mai kahu
         Fark hi nahi ki doob jaau ya rahu.
   Ab tumhara sath hi nadi hai nav hai
        Swapn me bhi maang lo wo bhi mile tumko sada
  Prathna me maang baitha tha kabhi                bhagwan se,  aaj meri prathna ka phal                 mil  jayega .
Mukt kar dunga swayam ko pyar ke ehasan    se.
Nim se niyam samaj ke na maan kar
    Hath tham chal pado jahan kahan.
     
      Jo tumhare bhagya me likhe nhi gye un dukho ko v khushi khushi sada saha. Aas paas apne pyar ka nagar basaa liya
Fir tumhe nagar ka raaj path de diya
Zindagi ka akhiri yahi to daav hai
   




Plzzz like and subscribe my blog
Thank you


Comments

Post a Comment